Showing posts with label atif aslam lyrics. Show all posts
Showing posts with label atif aslam lyrics. Show all posts

Lyrics of Tera Naam Doon Song by Atif Aslam 2014




Lot's of people were requesting for the Lyrics of the New Song of Atif Aslam "Tera Naam Doon" 
from It's Entertainment Movie 2014 , 
So we decided to write them for you guys! Below you can check them out!

to Listen the Song Click Here

~ Lyrics ~
Tera Naam Doon  by Atif Aslam & Shalmili Kholgade (from It's Entertainment 2014)

Koi jaagey soye mjh mai
meri raatein or mere din sarey khoye us mai .....

Koi itna apna lagey

Mera nadan ye dil 
jese dharkey us mai .....

Mujhe jo hoa hai

iski na dawa hai ....

Kisi ne chuha hai dil

ye kiski nazar ka hai asar ...


Pochey jo koi tera naam doon

~..Pochey jo koi tera naam doon.....


Mai keh du sbhi ko ke tera he hai ye asar ...


Pochey jo koi tera naam doon

~..Pochey jo koi tera naam doon.....

Koi dastak de ke dil pe

milne ko ata hai
mujh mai reh jata hai....

Koi kismat jesa lagey

khushiyan in hathon pe
likhta he jata  hai ..... 

Ye kesi khata hai

jiski na saza hai .....

Kisi ne chuha hai dil

ye kiski dua ka hai asar .....

Pochey jo koi tera naam doon

~..Pochey jo koi tera naam doon.....

Sariwali kagazon mai lipta hua

kitne haseen rangon mai ranga hua....

Ye kya taufa khuda ne mujhe hai de dia x 2


Labhon se raaz ye phisal na jaye (yuu) x2


Pighalne laga hai kiske liye mera sabr ...


Pochey jo koi tera naam doon

~..Pochey jo koi tera naam doon.....


How was the Song ? Comment below and tell us ...

Atif Aslam Humrahi Song Lyrics

So, Guys here's the Video with Lyrics of Atif Aslam's Song Humrahi from the 3rd Album Meri Kahani.




Humrahi Lyrics (Atif Aslam)
Kuch Nai Mangoon
Bas Hai Mera Ek Sapna

Dunya Se Kya Lena Dena
Bas Chahiye Ek Apna

Hooo
Dhadkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur Ho Koi Apna

Us Se Mil K Mausam Badley
Aur Lage Sab Apna

Mein Kahan Aur Mere Khayal Kahan
Teri Yaad Hai Par Visaal Kahan

Baat Banti Nahi Banane Se
Reet Hai Yehi Zamanay Se

Ab K Jo Palat K Dekhun
Sehmi Si Hain Rahein

Thamein Mere Sapno Ko
Khamoshi Se Bhulaye

Dil Se Jo Dua De
Aisa Hai Mera Humrahi
Meethi Si Sazza De
Aisa Hai Mera Humrahi

Hoooo
Dhadkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur Ho Koi Apna

Us Se Mil K Mausam Badley
Aur Lage Sab Apna

Hoo
Meri Chahaton Ka Sawaal Jahan
Uske Pyar Ki Misaal Wahan

Baat Banti Nahi Banane Se
Reet Hai Yehi Zamanay Se
Ab K Jo Palat K Dekhun
Sehmi Si Hain Rahein

Thamein Mere Sapno Ko
Khamoshi Se Bhulaye

Dil Se Jo Dua De
Waisa Hai Mera Humrahi
Meethi Si Sazza De
Waisa Hai Mera Humrahi

Hoooo
Dhadkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur Ho Koi Apna

Us Se Mil K Mausam Badley
Aur Lage Sab Apna

( Alaaps )

Dhadkan
Khawahish
Barish
Boondein
Aur Ho Koi Apna

Us Se Mil K Mausam Badley
Aur Lage Sab Apna

Dil Se Jo Dua De
Waisa Hai Mera Humrahi

Hum Rahiii
 -------------------------------------
Don't forget to Like us on Facebook
http://facebook.com/AtifAslamLegend

Atif Aslam Tu Mohabbat Hai 2012 -Lyrics

Atif Aslam New Picture 2012 on the Sets of Tere Naal Love Ho Gaya 2012

Tu Mohabbat Hai - Atif Aslam - Tere Naal Love Ho Gaya 2012 by shanehaider(atif aslam)

Here are the Lyrics of Atif Aslam's Song Tu Mohabbat hay from the Movie Tere Naal Love Ho Gaya...
Don't Forget to Like our Facebook Fan Page
http://www.facebook.com/AtifAslamLegend
Haan..
Ankhiyaan nu ankhiyaan ujar lagiyaan
Kab tak tera raasta mein
Haan yunhi taakiyaan

Ho tu jeenay ka sahara
Mere yaara oh yaara mere yaar
Ho tu jahan se pyaara
Mere yaara oh yaara mere yaar

Tu jeenay ka sahara
Mere yaara oh yaara mere yaar
Ho ho tu jahan se pyaara
Mere yaara oh yaara mere yaar

Ho tere intezaar mein hoon
Tere khumaar mein hoon
Ab meri har dua mein
Rehta hai tu
Yeh jaan le ke hai
Tu..mohabbat hai
Tu..inaayat hai
Tu..tujhi se main hoon

Oo Ooo Ooo

Tu..meri aadat hai
Tu..meri chahat hai
Tu..tujhi se main hoon
Tujhi se main hoon


Haan..
Ankhiyaan nu ankhiyaan ujar lagiyaan
Kab tak tera raasta mein
Haan yunhi taakiyaan
[Ujar lagiyaan..]

Haan cherdein mujhe saansien meri
Deke tera waasta ho..
Haan chori chori banane lagey
Teri meri daastan
Khushiyon ke bahanein sabhi tumhi se hai milney lagey
Ho oh ho…Pyaar ki nayi raahon pe
Hum saath chalanein lagey

Ho shaamil hua tu aise
Dil mein sabar ho jaise
Phir besabar main hoke
Kaise jeeyon

Yeh jaan le ke hai
Tu..mohabbat hai
Tu..inaayat hai
Tu..tujhi se main hoon
Tujhi se main hoon

Tu..meri aadat hai
Tu..meri chahat hai
Tu..tujhi se main hoon
Tujhi se main hoon
Tujhi se main honn

Haan..
Ankhiyaan nu ankhiyaan ujar lagiyaan
Tujhi si main hoon
Kab tak tera raasta mein
Haan yunhi taakiyaan
Tujhi se main hoon
 

Search Content :

Copright 2011-2017 -atifaslamfc Template By Templateism